Name of Complainant | |
Date of Complaint | March 21, 2021 |
Name(s) of companies complained against | Captcha Work. Offer2earn |
Category of complaint | Internet Services |
Permanent link of complaint | Right click to copy link |
Share your complaint on social media for wider reach | |
Dear Sir/Mamm
Greetings.
09 March 2021 ko is number se +91 86575 38165 se mere pass ek call aai thi Captcha work ke liye. Unhone meri is me Aadhar card manga to maine de diya whats app pe. Uske bad nhne mujhe ye msg bheja or bola tum iski 1 video banao or usme ye sab bolna karke aggrement karwaya or maine Job Milega karke videobanakar bhej diya ye video banake batana para “Mera Naam Abhinav arya hain .
Meri Mail Id -abc@gmail.com Hain
Mera Phone No – 1234567890 Hain
Main job masters se captcha filling ka work le rha hun yahan main 10000 captcha 10 days mein complete krunga. Meri salary 22500 hogi jis mein se 5400 registration charges honge jo salary mein se deduct honge. Agar main yeh kaam diye gye waqt pr aur 90% ki accuracy se nhi complete kr paata hun toh jo bhi utility charges honge main bear krne ready hun.Is ke baad mujhe id password veja gaya or uske bad maine dekha ki mera whatsapp number Blok kar diya gaya or. Call r bhi number blok kar diya gaya. Uske bad ab mere se court se msg aa rahe hai ki 4500 rupye bharo karke . kindly look into this matter.and please help me.
Thanks & Regards,
- Deepak Chandra