Rupee Park online loan

Namaskar sar Maine ₹3000 ka loan liya online jismein mujhe sirf 2100 kuchh rupaye prapt hue Mere khata mein aur 7 din ka samay Mila jama karne ke liye satven din Mere pass paryapt Rashi nahin thi to company ne mujhe phone karke kaha ki app 1185 jama kar den aur bataya Rashi Aaj aur aaj bakaya Rashi jama karne ke liye kah rahe hain lekin UN jo maine 1185 jama kiye vah Rashi vah man nahin rahe hain kah rahe Hain ki vah Rashi appki cut gai hai aur appko pura Paisa fir se jama karna padega dobara nivedan hai ki mujhe Karen

Name of Complainant Ankit Raj
Date of ComplaintJune 12, 2022
Name(s) of companies complained against
Category of complaint Banking
Permanent link of complaint Right click to copy link

Sar maine rupi Park application se ek online loan liya tha jismein ₹3000 ka loan dikhaya gaya tha aur 21 kuchh rupaye Mere khate mein aaye aur mujhe saat din ka samay Mila ki app ₹3000 jama karte aur sath mein din Mere pass purn Rashi nahin thi to company ne mujhe phone karke kaha […]

Read More...