Name of Complainant | |
Date of Complaint | July 13, 2020 |
Name(s) of companies complained against | Micro star network |
Category of complaint | Internet Services |
Permanent link of complaint | Right click to copy link |
Share your complaint on social media for wider reach | |
Mare pas 30 jun 20 ko ak phone aaiya jo online job gujarat se tha. Company ne pucha app online kam karna chahate hai to mine kaha ha. Company ne kaha apni ak id send karo jis se hum registration kar sake. To maine apne driving licence ki copy company ke mail par send kar diya. Uske kuch der bad company ka phone aaiya ki app k mail par user id aur password aaiga. Lakin bad me na hi password aaiya aur na hi user name. Fir 08 jul 2020 ko ak phone aaiya jo bol raha tha ki mai xompany ka advocate bol raha hu app ne company ka diya hua kam.nahi kiya. Maine kaha ki na hi company ki taraf se na user id aur na hi password aaiya to mai kaise karta. Fir advocate ne kaha ki ap ko penality fee jama karna hoga wo bhi rs 29512 app registration Cancelled karne ki liye aur agar apna period extend karna hai to rs 25510 jama karna hoga to maine kaha ki mai itna paisa kaha se duga to advocate ne kaha hume nahi pata kaha se jama karoge bus night 7 baje tak jama karo. Fir maine apne dosto se laker 15000 jama kiya. Aur baki paisa 09 jul 2020 ke dopahar ke 12 baje tak jama kar dena. Ussi samai advocate mare email pas legal notice ki copy send kiya jisme rs 67512 Ka chalan tha lakin panelty 29510 mang rahe the. Aur 10 jul 2020 ko gujarat district court me report ke liye likha tha. Fir 09 jul 2020 ko lagbhag 10 baje advocate ka msg aaiya ki 12 baje tak 10512 jama kar dena nahi to app ke against gujarat district court ki taraf se legal notice bhej diya jaiga aur app ke nearest police station se samparak karuga. Fir kuch time bad advocate ne mare mail id par legal notice me 87000 ka panelty fee send kiya. Aur 15 jul 2020 ko gujarat district court me report karne ko likha tha . Insub ke karan mai mentally disturb ho gaya. Sir fraud company ko legally band aur company ke owner ko arrest kar dena chahiye jis se masum logo ko isse buchaiya ja sake. Jis se koi death case na ho jai.
Image Uploaded by Rakesh vishwakarma:
Don’t pay them any money. Just move their emails to spam or delete them. Do not pick up their calls. Report the matter to your local police station.